#EK-4747@Dil_e_BeqasoorSherHeartbreak & Hijr
Ab kisi baat pe dil dukhta nahi hai mera, — Heartbreak & Hijr Shayari by Dil_e_Beqasoor
Ab kisi baat pe dil dukhta nahi hai mera,
Tumne is hadd tak sataya hai ki patthar kar diya.
Ab kisi baat pe dil dukhta nahi hai mera,
Tumne is hadd tak sataya hai ki patthar kar diya.
Read this couplet across Roman Urdu, Devanagari Hindi, Nastaliq Urdu, and English.
अब किसी बात पे दिल दुखता नहीं है मेरा,
तुमने इस हद तक सताया है कि पत्थर कर दिया।
اب کسی بات پہ دل دکھتا نہیں ہے میرا،
تم نے اس حد تک ستایا ہے کہ پتھر کر دیا
Ab kisi baat pe dil dukhta nahi hai mera,
Tumne is hadd tak sataya hai ki patthar kar diya.
"Nothing hurts my heart anymore —"
"you tormented me so deeply that you turned me to stone."